Hello Dosto Mera Naam Aryan hai aur Swagat Hai Aapka Hamare Website Lyrics Walia.
Aaj Hamne Apne Website Pe "Judaiyaan Album" ke Hindi Song "Main Kisi Aur Ka" ka Lyrics Share Kiya hai English mein Jise Singer "Darshan Raval" ne Gaya hai.
Main Kisi Aur Ka Song Information
Main Kisi Aur Ka Song From Album Judaiyaan Is Hindi Song Sung by Darshan Raval and Music is Produced by Ishan Das. Main Kisi Aur Ka Song Lyrics is Written by Gurpreet Saini & Gautam G. Sharma and Composed by Siddharth Amit Bhavsar.
Song Credits :
Main Kisi Aur Ka Song Lyrics
Kitne mausam ghuzar gaye
Yeh dard kyun ghuzarta hi nahi
Kya wafa karun main kisi aur se
Tu dil se utarta hi nahi
Kyon uski aankhon mein mujhe
Tu aaj bhi dhoondhti hai
Logon se mera baaton baaton mein
Kya haal tu puchhti hai
Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Tanhaiyan hoti hain kya
Puchho bin taaron ke akele mehtab se
Yaad tujhe kitna kiya
Puchho aankhon se behte yeh sailab se
Jo bhar de zakhm pyar ka
Marham koyi bana nahi
Jo humse dil tha keh raha
Woh kyun humne suna nahi
Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Main kisi aur ka tu kisi aur ki
0 Comments
Post a Comment