Ishq Bada Jahreela is Hindi Song Sung by Jyoti Nooran, Shahzad Ali and Music of Song is given by Sanjeev Chaturvedi.

Sanjeev Chaturvedi has Written the Ishq Bada Jahreela Song Lyrics and Song is Released by Music Label Name RDC Melodies on Youtube Channel.

I Hope You Will Satisfy to See Lyrics of Ishq Bada Jahreela  Song and May All Your Wishes Comes True.

Ishq Bada Jahreela Song Image



Ishq Bada Jahreela Song Credits :



Singer : Jyoti Nooran, Shahzad Ali

Music : Sanjeev Chaturvedi

Lyrics : Sanjeev Chaturvedi

Music Label : RDC Melodies

 

Ishq Bada Jahreela Song Lyrics Translation


 
Ho ishq na kijo
Dil na dijo
Sun lijo ehbaab
Ishq mein kitne ghaat beh gaye
Toote kitne khwab 

Na dil se ishq lagana ve
Na dil se ishq lagana
Na dil se ishq lagana ve
Na dil se ishq lagana
Ho maarega dank nukeela

Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela

Ho o
O khwab dikhake jannat ke
Dozakh mein tujhe jalayega
Na jeene dega marne dega
Ishq bada tadpayega
O khwab dikhake jannat ke
Dozakh mein tujhe jalayega
Na jeene dega marne dega
Ishq bada tadpayega

Ye shaatir bada purana ve
Shaatir bada purana
Iske khoon ka rang hai neela

Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela

Lakar ke kinaaron pe teri
Kashti yaar dubayega
Aise ghaav milenge
Tu mar ke bhi bhool na payega
Lakar ke kinaaron pe teri
Kashti yaar dubayega
Aise ghaav milenge
Tu mar ke bhi bhool na payega

Behkaave mein na aana
Behkaave mein na aana
Hai ishq jue ka khela

Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela
Ishq bada jahreela hai
Ishq bada jahreela


Ishq Bada Jahreela Song Video